Zeher Thookti Rehti Hun Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Zeher Thookti Rehti Hun Song Lyrics is a track from Nishaanchi Hindi Film -2025, Starring Aaishvary Thackeray, Monika Panwar, Vedika Pinto, Mohammed Zeeshan Ayyub and Kumud Mishra. This song was sung by Manan Bhardwaj. Music was composed by Manan Bhardwaj and lyrics work penned by Manan Bhardwaj.
Male : Harmone ke khel mein phans gayi
Dunia mujhko aisi dass gayi
Harmone ke khel mein phans gayi
Dunia mujhko aisi dass gayi
Male : Hasti khelti rehti thi main
Kismat meri mujhpe hansgi
Hasti khelti rehti thi main
Kismat meri mujhpe hansgi
Male : Dank marne mujhko us din
Bann thann ke wo aaya tha
Dank marne mujhko us din
Bann thann ke wo aaya tha
Male : Main zeher thukti rehti hun
Ek saanp ko muuh se lagaya tha
Main zeher thukti rehti hun
Ek saanp ko muuh se lagaya tha
Male : Main dil khol ke baithi aur
Wo katta leke aaya tha
Male : Main zeher thukti rehti hun
Ek saanp ko muuh se lagaya tha
Main zeher thukti rehti hun
Ek saanp ko muuh se lagaya tha
Humming : ………….
Male : Hosh main kho baithi thi saara
Chadh gaya tha haan ishq ka paara
Chorus : Chadh gaya chadh gaya ishq ka paara
Male : Hosh main kho baithi thi saara
Chadh gaya tha haan ishq ka paara
Loot gaya haye mujhko wo to
Poora poora saara saara
Male : Lagta tha jaise bas wo hi hai
Meri kismat ka shezada
Le gaya mera sab kuch wo to
Kya thoda aur kya tha zyada
Male : Lootne mujhko chaude mein wo
Chauda hoke aaya tha
Male : Main zeher thukti rehti hun
Ek saanp ko muuh se lagaya tha
Main zeher thukti rehti hun
Ek saanp ko muuh se lagaya tha
Male : Main dil khol ke baithi aur
Wo katta leke aaya tha
Male : Main zeher thukti rehti hun
Ek saanp ko muuh se lagaya tha
Main zeher thukti rehti hun
Ek saanp ko muuh se lagaya tha
Hindi lyrics are not available for this song yet.