Zara Zara Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Zara Zara Song Lyrics is a track from Gandhi Talks Hindi Film -2026, Starring Vijay Sethupathi, Arvind Swamy, Aditi Rao Hydari, Siddharth Jadhav and Others. This song was sung by Faiz Mustafa and Hinanaaz Bali. Music was composed by A. R. Rahman and lyrics work penned by Nirmika Singh.
Female : Zara zara hairaan main hui
Samajh ke saari baatein bhi naadaan main hui
Qurbaaniyon mein jo maza hai
Zara zara hairaan main hui
Aaj agar ro jaaun na roko
Juda bhi hue to amar ho ke dekho
Chhup chhup ke khushiyaan mana rahe hain
Zara zara hairaan main hui
Samajh ke saari baatein bhi naadaan main hui
Male : Zindagi ko le ke mere sau tareeke dheere dheere bheenge se
Female : Raaste wahi hain jaanti nahin hain meri qurbaaniyaan
Male : Manzilon ne toka saanson ne bhi roka aankhon mein guroor
Female : Meri manmaaniyon ne pighlaaya
Male : Ye pyaar hamaara kahaan beh raha hai
Female : Ghar mein tumhaare sirhaane hamaare
Both : Khamoshiyon ne kaha hai humse
Female : Zara zara hairaan main hui
Samajh ke saari baatein bhi naadaan main hui
Female : Mere ghar ke neeche neeli ek nadi hai maano zindagi hai ye
Male : Lakeeron se roki lakeeron se jodi mohabbat ka jaljala hai
Female : Is paar main hoon us paar tum rokna zaroor
Male : Main jaan bhi de na paaya
Female : Do boond le ke samandar banaaye
Male : Ek samiyaane mein jeevan sajaaye
Both : Toofaan mujhe behlaaye
Female : Zara zara hairaan main hui
Male : Hairaan main hui
Female : Samajh ke saari baatein bhi naadaan main hui
Hindi lyrics are not available for this song yet.