LYRIC

Singer : Raghav Sachar

Music by : Raghav Sachar

Male : Haan yeh mein aaya kahan hooon
Kauf hai sehma hua hooon
Haan yeh kaise fiza hai
Dard hai behka hua hoon
Na jaane kaise yeh dua
Na jaaane kasie yeh pukar
Na jaaane kasie yeh fariyad hai

Male : Aye mere khuda
Sun le yeh sada haan
Zakhamo ko mere tu chupa
Ruhh ki yeh parchayi
Dil ki yeh tanhai
Dundu tere sajde mein panaah

Male : Aah mujhe jaana kahan hai
Soch mein dooba hua hoon
Haan yeh kaise saza hai
Dard se bheka hua hoon
Anjaaani se hai yeh subah
Anjaanna sa hai yeh safar
Anjaana sa hai intezaar hai

Male : Aye mere khuda
Sun le yeh sada haan
Zakhamo ko mere tu chupa
Ruhh ki yeh parchayi
Dil ki yeh tanhai
Dundu tere sajde mein banaah

Male : Meri hasratoon ka yeh afsaaana
Meri kashmakash ka yeh taraana
Besabr waqt ko dundhe zamana

Male : Aye mere khuda
Sun le yeh sada haan
Zakhamo ko mere tu chupa
Ruhh ki yeh parchayi
Dil ki yeh tanhai
Dundhu tere sajde mein banaah

Male : Aye mere khuda
Sun le yeh sada haan
Zakhamo ko mere tu chupa
Ruhh ki yeh parchayi
Dil ki yeh tanhai
Dundhu tere sajde mein banaah


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT