Ye Mausam Aur Ye Tanhaai Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Ye Mausam Aur Ye Tanhaai Song Lyrics is a track from Dastan Hindi Film – 1950, Starring Raj Kapoor and Suraiya. This song was sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya). Music was composed by Naushad Ali and lyrics work penned by Shakeel Badayuni.
Female : Ye mausam aur ye tanhaai
Ye mausam aur ye tanhaai
Ye mausam aur ye tanhaai
Zara dam bhar to aa jaao
Zara dam bhar to aa jaao
Ye mausam aur ye tanhaai
Female : Yahi mauqaa hai milne ka
Yahi mauqaa hai milne ka
Yahi mauqaa hai milne ka
Lagi dil ki bujha jaao
Lagi dil ki bujha jaao
Yahi mauqaa hai milne ka
Female : Haa aaa aaa..badi mushqil se maine
Aaj dil ke taar chhede hain
Badi mushqil se maine
Aaj dil ke taar chhede hain
Dil ke taar chhede hain
Female : Inhi taaron se tum aakar
Inhi taaron se tum aakar
Koyi nagma suna jaao
Koyi nagma suna jaao
Ye mausam aur ye tanhaai
Female : Haaa aaaa …yahaan har cheez phaani
Hai mohabbat ke siva pyaare
Yahaan har cheez phaani hai
Hai mohabbat ke siva pyaare
Mohabbat ke siva pyaare
Female : Ye duniya aani jaani hai
Ye duniya aani jaani hai
Zara hans lo hansa jaao
Zara hans lo hansa jaao
Yahi mauqaa hai milne ka….
Hindi lyrics are not available for this song yet.