LYRIC

Singer : Ayush Talniya

Music by : Ayush Talniya

Lyrics by : Ayush Talniya

Male : Yu toh dil aage barh liya hai
Waqt ne pathar mujhko kardiya hai
Par aaj achanak mann thehra sa
Jaise fiza ne rooh ko chuaa sa
Yeh sab iss mausam ki hai sazishen

Male : Ye baarishein kyun yaad tumhari mujh tak layein
Aadatein tumhari fir se mujhko stayein
Baarishein kyun yaad tumhari mujh tak layein
Aadatein tumhari fir se mujhko stayein

Male : Rangeen mausam mein bhi sab
Kuch feeka lagta hai
Aankhein hoti hai nam par
Sabko bheega lagta hai…

Male : Bas likhke apne gham gaata hu
Raahon pe aksar tham jaata hu
Jaisi tooti ho sari khwahishein

Male : Ye baarishein kyun yaad tumhari mujh tak layein
Aadatein tumhari fir se mujhko stayein
Baarishein kyun yaad tumhari mujh tak layein
Aadatein tumhari fir se mujhko stayein…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT