LYRIC

Singers: Farhan Akhtar

Music by : Pritam

Male : {Kal ko bhoolo na
Kal toh bitaa re
Sooni chaukhat pe
Dekho aaj baitha re } (2)

Male : {Yahaan-wahaan yahan-wahan phirta main
Jahaan-tahaan kahaan-kahaan
Huyi jo hai khata khata khata khata
Yaara humein maaf kardo naa } (2)

Male : {Kashti hoon main woh tanha dhoonde jo saahil
Tere dil ka woh kona hai meri manzil } (2)

Male : Maana ki tu hai naa badi khafa
Main bhi zara dun yeh tujhe bata
Tere bin din guzar jaaye
Shaam dhal jaaye
Raat beete naa

Male : {Yahaan-wahaan yahan-wahan phirta main
Jahaan-tahaan kahaan-kahaan
Huyi jo hai khata khata khata khata
Yaara humein maaf kardo naa } (2)

Male : {Mujhko itna sukoon hai
Sach main kehta hoon
Gusse mein hi sahi
Tere dil mein rehta doon } (2)

Male : Maangu bas main toh yahi duaa
Dard ki de mujhe koi dava
Tere bin kaise samjhaayein
Chain na aayein
Dil yeh maane na

Male : {Yahaan-vahaan yahan-vahan phirta main
Jahaan-tahaan kahaan-kahaan
Huyi jo hai khata khata khata khata
Yaara humein maaf kardo naa } (2)


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT