LYRIC

Singer : Kumar Sanu

Music by : Nikhil – Vinay

Male : Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein

Male : Kat the nahi hai kasam se
Lamhe judayi ke humse
Kat the nahi hai kasam se
Lamhe judayi ke humse
Aati hai teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein

Male : Suraj hua jab sinduri
Dasne lagi teri duri
Suraj hua jab sinduri
Dasne lagi teri duri
Dasne lagi teri duri

Male : Panchhi bikharte andhero me
Jab lautte hai basero me
Aati hai teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein

Male : Kat the nahi hai kasam se
Lamhe judayi ke humse
Aati hai teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein

Male : Dilko razaman de karlo
Mein kirkiya bandhe karlo
Ohh dilko razaman de karlo
Mein kirkiya bandhe karlo
Mein kirkiya bandhe karlo

Male : Hudko karoon paid mein is tarah
Phir bhi daage pao ye kiss tarah
Aati hai teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein

Male : Kat the nahi hai kasam se
Lamhe judayi ke humse
Aati hai teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein

Male : Phulo me khusabu wahi hai
Mosam ka jadu wahi hai
Phulo me khusabu wahi hai
Mosam ka jadu wahi hai
Mosam ka jadu wahi hai

Male : Ek tum nahi ho jo baho me
Hum dub jate hai aaho me
Aati hai teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein

Male : Kat the nahi hai kasam se
Lamhe judayi ke humse
Aati hai teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein

Male : Aati hai teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT