LYRIC

Singers : Anuradha Paudwal and Sonu Nigam

Music by : Nikhil-Vinay

Chorus : ……………………

Female : Hoo ho ho ho ho ho ho
Hoo ho ho ho ho ho ho
Hoo ho ho ho ho ho ho ho ho ho

Male : Maine jisko dil yeh diya hai
Dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Jisko pyaar kiya hai
Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
{Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum} (2)

Female : Maine jisko dil yeh diya hai
Dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Jisko pyaar kiya hai
Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
{Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum} (2)

Male : Maine jisko dil yeh diya hai

Male : Tumhe paake dilbar mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein na ab kuch kami hai

Male : Ho… tumhe paake dilbar mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein na ab kuch kami hai
Tumhaare labon pe jo bikhri kali hai
Woh shabnam nahin hai…wafa ki nami hai

Male : Jisne mera chain liya hai
Mera chain liya hai
Jisne mera chain liya hai
Mera chain liya hai

Female : Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
{Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum} (2)

Male : Maine jisko dil yeh diya hai

Chorus : ………………

Female : Sambhaala tha maine bahut apne dil ko
Magar yeh deewaana machalne laga hai

Female : Oh … sambhaala tha maine bahut apne dil ko
Magar yeh deewaana machalne laga hai
Mili teri meri nazar jab se dilbar
Khayaalon ka mausam badalne laga hai

Female : Mere bas mein na mera jiya hai
Mera jiya hai
Mere bas mein na mera jiya hai
Mera jiya hai

Male : Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
{Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum} (2)

Female : Maine jisko dil yeh diya hai
Dil yeh diya hai

Male : Maine jisko pyaar kiya hai
Jisko pyaar kiya hai

Female : Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai

Male : Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum

Female : Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT