LYRIC

Singer : Amitabh Bachchan

Music by : Rohan-Vinayak

Male : Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum hum rahe na hum

Male : Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum hum rahe na hum
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum hum rahe na hum

Male : Waqt ne kiya…

Male : {Beqaraar dil iss tarah miley
Jis tarah kabhi hum juda naa thhe} (2)
Tum bhi kho gaye
Hum bhi kho gaye
Ek raah par chal ke do kadam

Male : Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum hum rahe na hum

Male : Waqt ne kiya…

Male : Jaayenge kahan soojhta nahin
Chal pade magar raasta nahin
Jaayenge kahan soojhta nahin
Chal pade magar raasta nahin
Kya talaash hai kuchh pata nahin
Bun rahe hain din khwaab dum-b-dum
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum hum rahe na hum
Waqt ne kiya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT