LYRIC

Singer : Armaan Malik

Music by : Gaurav Chatterji

Lyrics by : Hussain Haidry

Male : Waqt ke jangal mein
Khoya hai ik banjaara
Ik banjaara
Waqt ke jangal mein
Khoya hai ik banjaara

Male : Ghoome galiyon mein
Gol gol zindagi
Mile joh bhi lage
Zara zara ajnabi

Male : Ghoome galiyon mein
Gol gol zindagi
Mile joh bhi lage
Zara zara ajnabi…

Male : Aur nazarein dhoondhe raah
Dikhaane waala sitaara
Waqt ke jangal mein
Khoya hai ik banjaara
Female : Ik banjaara

Male : Qadam qadam yeh dam badam
Sawaalon mein khoya chala jaaye hai
Qadam qadam ye dam badam
Andheron mein dooba chala jaaye hai

Male : Sawaalon mein khoya
Andheron mein dooba
Sawaalon mein khoya
Andheron mein dooba

Male : Chala jaaye hai
Chala jaaye hai
Chala jaaye hai…

Male : Phire tanha musaafiron sa gamzada
Suni raat bhar aahaton ki ye sada
Phire tanha musaafiron sa gamzada
Suni raat bhar aahaton ki ye sada

Male : Aur raat kahe sub haan
Naa aayegi dobaara
Waqt ke jangal mein
Khoya hai ik banjaara….

Male : Waqt ke jangal mein
Khoya hai ik banjaara….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT