LYRIC

Singers : Raghubir Yadav and Arun Bakshi

Music by : Pranit Gedham

Male : Yaati se ab khushi ho
Chal pyaar hum ko pyaare
Yaa dekh khinch zaalim
Tukade udaa humare

Male : Aa..jeeta rakhe tu humko
Yaa tann se sal utaare
Ab toh nazeer aashiq
Ke pehalu pukaare

Chorus : Raaji hain hum ussi mein
Jis mein teri rajja hain..
Raaji hain hum ussi mein
Jis mein teri rajja hain..
Yahan yun bhi wah wah hain
Aur wou bhi wah wah hain
Yahan yun bhi wah wah hain
Aur wou bhi wah wah hain
Saara ra ra saara ra ra..

Chorus : Saara ra ra saara ra ra..

Male : Gar meher se bulave..
Gar meher se bulave toh khub jaante hain
Aur zor se dubade toh dub jaante hain
Hum iss tarah bhi tujhko
Mehboob jaante hain
Aur uss tarah bhi tujhko
Mehboob jaante hain

Chorus : Raaji hain hum ussi mein
Jis mein teri rajja hain..
Yahan yun bhi wah wah hain
Aur wou bhi wah wah hain
Yahan yun bhi wah wah hain
Aur wou bhi wah wah hain
Saara ra ra saara ra ra..

Chorus : Saara ra ra saara ra ra..

Male : Ab darke apne humko
Rehane de yaar thaare
Hum sab tarah se khush hain
Rakhiya hawa bata de
Aashiq hain narkamaldar
Chahein jahan bitha de

Male : Yaa arsh par chadha de
Yaa khaakh mein milla de
Yaa khaakh mein milla de

Chorus : Raaji hain hum ussi mein
Jis mein teri rajja hain..
Yahan yun bhi wah wah hain
Aur wou bhi wah wah hain
Yahan yun bhi wah wah hain
Aur wou bhi wah wah hain
Saara ra ra saara ra ra..

Chorus : Saara ra ra saara ra ra..

Male : Bas dil mein hain to dil ki
Bas dil mein hain to dil ki
Aa baadiya bhi karle
Aa baadiya bhi karle
Zoro seetam ki apne
Gustakhiya bhi karle

Males : Bedard hain to zaleem
Bedardiya bhi karle
Jhallad hain jo kaafir
Jhalladiya bhi karle
Raaji hain hum ussi mein
Jis mein teri rajja hain..

Male : Oye nisthu jawaani sambhal
Phisal rahi hain ye…

Chorus : Yahan you bhi wah wah hain
Aur wou bhi wah wah hain
Yahan you bhi wah wah hain
Aur wou bhi wah wah hain
Saara ra ra saara ra ra..

Chorus : Saara ra ra saara ra ra..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT