LYRIC

Singer : Hriday Gattani

Music by : Vishal-Shekhar

Male : Aankhon ke teer mere jigar ke
Paar kar gayi
Bhole sanam ke dhokhe se dil pe
Waar kar gayi
Jabse apni de ke gayi
Naram chuan tu

Male : {Udan choo hua hua
Mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
Sari rain udan choo } (2)

Male : Ishq ek tarfa jo udhar kar gayi
Tha main bada hi kaam ka bekaar kar gayi
Apni dhun mein karke gayi mast magan tu

Male : {Udan choo hua hua
Mera chain udan chu
Udan choo rahe neendein
Sari rain udan chu} (2)

Male : Dil hua malang hai mera
Chadha jo rang hai tera
Deewana dang hai tera

Male : Kya khuda ne fursat mein
Banaya ang hai tera
Deewana dang hai tera

Male : De milan ka mauka de haan
Yun sajna ko dhokha de na

Male : Thode se din jo saath mein
Guzar kar gayi
Mere nayan ke sapne
Beshumaar kar gayi
Dheemi si jalti chod gayi
Aisi agan tu

Male : {Udan choo hua hua
Mera chain udan choo
Udan choo rahe neendein
Sari rain udan choo} (2)

Male : Aankhon ke teer mere jigar ke
Paar kar gayi

Male : Udan choo hua hua mera chain udan cho.
Udan choo rahe neendein
Sari rain udan choo


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT