LYRIC

Singer : Salman Ali

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Na din mein chain
Na raat ko aaram
Subah shaam sirf tera hi naam

Male : Haa..aaaaa…aaa…haaa..aaaa

Male : Tumhein dil mein basana hai
Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banana hai
Tumhein apna banana hai

Male : Tumse ishq nibhana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai…

Male : Tere bina hai jeena mera bewajah
Meri aashiqui ka hai tu aasra
Ae yaara hai jabse mujhe tu mila
Bas teri hi yaadon ka hai silsila

Male : Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banana hai
Tumhein apna banana hai

Male : Woh teri meri
Mulaqaton ka mausam
Jaata nahi hai
Mere dil se woh aalam

Male : Banke nishani
Jal raha hai seene mein
Har pal tera ishq…
Ae mere humdam

Male : Tere vaaste hai meri arziyan
Hai tujhse hai meri saari mann marziyan
Tere hi liye meri sargoshiyan
Tu karde mukkamal meri yaarian

Male : Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai

Male : Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai

Male : Teri gali mein
Jabse duniya basayi
Aankhon mein sagar
Nami dil pe hai chhayi…

Male : Bujh na sakega
Teri yaadon ka lawa
Saanson mein khushbu
Teri hai samayi

Male : Meri ye tadap yeh meri tishnagi
Hai tujhse hi ab to meri bandagi
Zara jhaank ke dekh le dil mein tu
Nazar aayegi meri deewanagi

Male : Tumhein dil mein basana hai
Tumheinn apna banaana hai
Tumheinn apna banaana hai

Male : Tumhein dil mein basana hai
Tumheinn apna banaana hai
Tumheinn apna banaana hai….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT