LYRIC

Singer :  Raj Barman

Music by : Anu Malik

Lyrics by : Laado Suwalka

Male : Main bhulke bhi aab tujhe yaad na karunga
Main bhulke bhi aab tujhe yaad na karunga
Teri tarah kisi ko barbad na karunga

Male : Tu bewafa hain tu bewafa hain
Tu bewafa thi tu bewafa rahengi
Main iss ilzaam se tujhe aazad na karunga
Main bhulke bhi aab tujhe yaad na karunga

Male : Jaana hi tha zindagi se
To zindagi mein kyu aayi
Kiss khushi mein di hain tune
Mujhe saugat mein tanhai

Male : Jaana hi tha zindagi se
To zindagi mein kyu aayi
Kiss khushi mein di hain tune
Mujhe saugat mein tanhai…

Male : Kyu kiya tune kyu kiya tune aisa mere saath
Puch rahe hain tumse ashko ki barsat
Tujhe yaad kare dil ko saad na karunga
Tujhe yaad kare dil ko main saad na karunga

Male : Main bhulke bhi aab tujhe yaad na karunga
Main bhulke bhi aab tujhe yaad na karunga
Teri tarah kisio barbad na karunga

Male : Tu bewafa hain tu bewafa hain
Tu bewafa thi tu bewafa rahengi
Main iss ilzaam se tujhe aazad na karunga
Arey iss ilzaam se tujhe aazad na karunga

Male : Main bhulke bhi aab tujhe yaad na karunga
Main bhulke bhi aab tujhe yaad na karunga


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT