Tu Mili Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Tu Mili Song Lyrics is a track from Voilà! Digi Hindi Album – 2024, Starring Jyotika Dilaik and Rajat Sharma. This song was sung by Saaj Bhatt, music composed by Aniket Shukla and lyrics written by Aniket Shukla.
Singer : Saaj Bhatt
Music Director : J Ali and Nadeem abbas
Lyricist : Tehzeeb Hafi
Male : Taarifein tumhari
Meri baaton mein sari
Pyaare chehre hai kaafi
Teri rooh bhi pyaari
Male : Laakh duaae maangi
Liya tawizon ka sahara
Minnaton se hai humne
Hai saath paya tumhara
Male : Tu mili chamka kismat ka sitara
Ungliyan maang rahi maang rahi haath tumhara
Tujhe dekhke mujhe yakeen ho gaya
Duniya mein mumkin pariyo ka guzara
Male : Tu mili chamka kismat ka sitaara
Ungliyan maang rahi maang rahi haath tumhara
Tujhe dekhke mujhe yakeen ho gaya
Duniya mein mumkin pariyo ka guzara
Male : Anjaane mein bhi naa dil dukhaunga tera
Jo sabse chupaya woh bataunga
Main khud chahe dhoop mein jalta
Haath se chehra chupaunga tera
Male : Jab bhi nazar mein ho tum toh
Hai sukoon deta nazara
Sab pyara lagne hai lagta
Jo haath thaamu tumhara
Male : Tu mili chamka kismat ka sitara
Ungliyan maang rahi maang rahi haath tumhara
Tujhe dekhke mujhe yakeen ho gaya
Duniya mein mumkin pariyo ka guzaara
Male : Tu mili chamka kismat ka sitaara
Ungliyan maang rahi maang rahi haath tumhara
Tujhe dekhke mujhe yakeen ho gaya
Duniya me mumkin pariyo ka guzara
Male : Leke chalu jaha bhi kahe
Shaame dhale hawayein chale
Kaandhe pe mere ho sar tera
Mere chehre pe aaye teri zulfein ude
Male : Hadh se guzar jayenge hum
Dil jeetne ko tumhara
Dil tod dogi agar tum
Hoga toot kar bhi tumhara
Male : Tu mili chamka kismat ka sitaara
Ungliyan maang rahi maang rahi haath tumhara
Tujhe dekhke mujhe yakeen ho gaya
Duniya mein mumkin pariyo ka guzara…
Hindi lyrics are not available for this song yet.