LYRIC

Singer : Tony Kakkar

Music by : Tony Kakkar

Lyrics by : Tony Kakkar

Male : Duniya nahi chahiye
Tu duniya meri humsafar
Jaana hai mujhko kahan
Tu hi mera ghar

Male : Sab ki hain apni manzilein
Sabka hai apna safar
Hum akele sheher mein
Bhatke hai dar badar

Male : Duniya nahi chahiye
Tu duniya meri humsafar

Male : Tere hathon pe mehendi
Mere naam ki ho ye armaa hai
Chahe mile daulaton ka samandar
Humko ab kya karna hai

Male : Tujhse na bichde kabhi
Lagta hai ab ye dar…
Duniya nahi chahiye
Tu duniya meri humsafar

Male : Kat jayega ye jayega safar
Jo humsafar mera hai hai tu
Ye sochkar humko naaz hai
Haan mera… mera hai tu

Male : Ache lagte hain saath hum
Lag jaaye na nazar
Duniya nahi chahiye
Tu duniya meri humsafar
Jaana hai mujhko kahan
Tu hi mera ghar

Male : Sab ki hain apni manzilein
Sabka hai apna safar
Hum akele sheher mein
Bhatke hai dar badar

Male : Duniya nahi chahiye
Tu duniya meri humsafar


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT