LYRIC

Singer : Salman Ali

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Waqt guzrata jaa raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyaar karta jaa raha hai
Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Male : Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Male : Ishq mein tere baat kuch aisi
Bepanah tadap hai puchho na kaisi
Teri nazdeekiya hai jalti chingariya
Aur teri dooriyan hai meri rushwahiyan

Male : Dard ubharata jaa raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyaar karta jaa raha hai

Male : Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Male : Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Male : Tere sapno mein hum khoye rehte hai
Aankhon ke saagar se dard behte hai
Teri khaatir hai meri ye bechainiya
Tere bin kuch nahi sab hai tanhaiyan

Male : Rang nikhrata jaa raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyaar karta jaa raha hai

Male : Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Male : Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT