Teri Sexy Beauty Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Teri Sexy Beauty Song Lyrics is a track from Maatrubhumi : May War Rest In Peace Hindi Film-2026, Starring Salman Khan, Chitrangda Singh, Abhilash Chaudhary and Others. This song was sung by Muskaan and Salman Khan. Music was composed by Sajid Khan and lyrics work penned by Sajid Khan.

 

 

 

Music : .………………….

 

Male : Teri sexy beauty ka fan ban gaya hoon
Main do peg pee ke aeroplane ban gaya hoon

Male : Boom boom boom boom boom boom boom boom

Male : Teri sexy beauty ka fan ban gaya hoon
Main do peg pee ke aeroplane ban gaya hoon

 

Male : Talli ho ke main ye gaana ga raha hoon
Actually tujhko patana cha raha hoon

 

Male : Sharabi boom boom boom boom ba ba ba ba ba ba bam
Nashe mein hoon
Sharabi boom boom boom boom ba ba ba ba ba ba bam
Nashe mein hoon

 

Male : Oh meri darling (darling)
Meri baaton ka bura tum na mana karo
Eh eh eh meri darling (darling)
Meri baaton ka bura tum na mana karo

Female : Tu meri baahon mein bhatak gaya
Bata de tu mujhe main kya karoon
Zameen se aasmaan pe ur raha hai
Sang tere le ja mujhko tu

 

Music : …………………..

 

Female : Ho jab se tune mujhe darling kaha
Ho hosh mera bhi udne laga
Haal hai jawan aur sham bhi hai ye jawan
Saath tere maza aa raha
Aa dar na jaayen raat ye
Badal na jaaye baat kya pata

 

Male : Zameen se aasmaan mein ud raha
Pata nahi kahan main le karoon

 

Female : Ho teri sexy body ki fan ban gaye hum
Main do ghoont pee ke aeroplane ban gaye hum
Talli ho ke tu ye gaana ga raha hai
Tu actually mujhko patana cha raha hai

 

Male : Sharabi boom boom boom boom ba ba ba ba ba ba bam
Nashe mein hoon
Sharabi boom boom boom boom ba ba ba ba ba ba bam
Nashe mein hoon

 

Music : …………………..

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Maatrubhumi : May War Rest in Peace