Teri Palkon Pe Aansoo Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Teri Palkon Pe Aansoo Song Lyrics is a track from Zee Music Company Hindi Album – 2025, Starring Raghav Thakur and Shruti Prakash. This song was sung by Stebin Ben. Music was composed by Amjad Nadeem Aamir and lyrics work penned by Amjad Nadeem.
Humming : ………….
Male : Teri palkon pe aansoo ho gawara dil nahi karta
Teri palkon pe aansoo ho gawara dil nahi karta
Tere lab pe khamoshi gawara dil nahi karta
Zara itna bata de tu udashi ka sabab kya hai
Male : Deedar yaar hota nahi ..(hota nahi)
Deedar yaar hota nahi..(hota nahi)
Deedar yaar hota nahi…(hota nahi)
Male : Tu judaa hai to meri duniya juda lage
Tu khata hai to mera khuda khafa lage
Jo tu nahi mere paa to main kuch bhi nahin
Zara itna bata de tu udashi ka sabab kya hai
Male : Deedar yaar hota nahi ..(hota nahi)
Deedar yaar hota nahi..(hota nahi)
Deedar yaar hota nahi…(hota nahi)
Male : Teri palkon pe aanshoo gawara dil nahi karta
Tere lab pe khamoshi gawara dil nahi karta
Zara itna bata de tu udashi ka sabab kya hai
Male : Deedar yaar hota nahi ..(hota nahi)
Deedar yaar hota nahi..(hota nahi)
Deedar yaar hota nahi…(hota nahi)
Hindi lyrics are not available for this song yet.