LYRIC

Singer : Himesh Reshammiya

Music by : Himesh Reshammiya

Male : Kabhi ho saka na main
Tere ishq se riha
Tere baad har ghadi
Tere saath main raha

Male : {Tere naam se meri arziyaan
Teri marziyan meri marziyan
Tu nahin jahan
Haan wahan bhi tu saath hai} (2)

Male : Oh mujhe harf harf tu yaad hai

Male : Kabhi kabhi aise mera
Picha kare teri yaad
Tere bina bhi main chaloon
Milon milon tere saath
Teri kayfiyat mein katte
Mere din yeh meri raat

Male : Kabhi ho saka na main
Tere ishq se riha
Tere baad har ghadi
Tere saath main raha

Male : Tere naam se meri arziyaan
Teri marziyan meri marziyan
Tu nahin jahan
Haan wahan bhi tu saath hai

Male : Tere naam se meri arziyaan
Teri marziyan meri marziyan
Tu nahin jahan
Haan wahan bhi tu saath hai

Male : Oh mujhe harf harf tu yaad hai

Male : Chaaha yeh hazaron dafa
Socha yeh hazaron baar
Ankh bhar ke dekhoon
Jee bhar ke karlu pyaar
Kuch nahi tere siva
Tu hi aar tu hi paar

Male : Kabhi ho saka na main
Tere ishq se riha
Tere baad har ghadi
Tere saath main raha

Male : {Tere naam se meri arziyan
Teri marziyan meri marziyan
Tu nahi jahan
Haan wahan bhi tu saath hai} (2)

Male : Oh mujhe harf harf tu yaad hai


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT