LYRIC

Music By : Jatin-Lalit

Singers : Kumar Sanu

Male : Tere pyar ne sanam
Jadu kya kar diya
Ho tere pyar ne sanam
Jadu kya kar diya
Jane kaisa nasha cha raha
Tere pyar ne sanam
Jadu kya kar diya
Jane kaisa nasha cha raha
Tere pyar ne sanam
Jadu kya kar diya

Male : Jhumti hawao batao jara
Mai kaha hu
Ho jhumti hawao batao jara
Mai kaha hu
Chedti fizao samjhao jara
Anjane hi mujhe kya hua
Tere pyar ne sanam
Jadu kya kar diya
Ho tere pyar ne sanam
Jadu kya kar diya

Male : Na koi kami hain
Ab jaanevafa zindagi me
Ha na koi kami hain
Ab jaanevafa zindagi me
Har khushi mili jo
Mujhe tu mili
Laai hain rang kya ye duaa
Tere pyar ne sanam
Jadu kya kar diya
Ha tere pyar ne sanam
Jadu kya kar diya
Jane kaisa nasha cha raha
Tere pyar ne sanam
Jadu kya kar diya
Ha jadu kya kar diya

Male : Hmm mmm Kya kar diya


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT