LYRIC

Singers : Arijit Singh and Shilpa Rao

Music by : Pritam Chakraborty

Lyrics by : Amitabh Bhattacharya

Male : Mainu chadeya ishq mein rang tera
Ik ho gaya ang mera ang tera
Rab mileya jad mileya
Maahi mainu sang tera

Male : Na ho ke bhi kareeb tu
Humesha paas tha
Ke sau janam bhi dekhata
Main tera raasta

Female : Na ho ke bhi kareeb tu
Humesha paas tha
Ke sau janam bhi dekhati
Main tera raasta

Male : Jo bhi hai sab mera
Tere hawaale kar diya
Jism ka har ruaan
Tere hawaale kar diya…

Female : Jo bhi hai sab mera
Tere hawaale kar diya
Jism ka har ruaan
Tere hawaale kar diya

Female : Dekha jamana saara bharam hai
Ishq ibaadat ishq karam hai
Mera thikana teri hi dehleez hai

Female : Oh main hoon deewarein
Chhat hai piya tu
Rab ki mujhe rehmat hai piya tu
Mere liye tu barkat ka taaviz hai

Male : Zara kabhi meri nazar
Se khud ko dekh bhi
Hai chand mein bhi daag par
Na tujhme ek bhi

Male : Khud pe haq mera
Tere hawaale kar diya
Jism ka har ruaan
Tere hawaale kar diya

Female : Jo bhi hai sab mera
Tere hawaale kar diya
Jism ka har ruaan
Tere hawaale kar diya

Female : Mainu chadeya
Ishq mein rang tera
Ik ho gaya ang mera ang tera
Rab mileya jad mileya
Maahi mainu sang tera….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT