LYRIC

Singer : Senjuti Das

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Lo humne apni mohabbat ko
Sare aam kar diya
Humne humare dil ka khajana
Tumhare naam kar diya- (Dialogue)

Female : Tere liye
Ho gaye hum tabaah
Dil tere bin kis kadar tanha
Tere dard mein hi
Dil ye jee raha hai
Teri aashiqui ka yaara
Zehar pee raha hai

Female : Tere dard mein hi
Dil ye jee raha hai
Teri aashiqui ka yaara
Zehar pee raha hai

Female : Maine jab dekha tujhe
Pehli mulakaat mein
Socha nahi tha hadasha
Hoga mere sath ye
Yaad aata hai mila
Wo sawaan ki barsaat mein

Female : Tere liye
Ho gaye hum tabaah
Dil tere bin kis kadar tanha
Tere dard mein hi
Dil ye jee raha hai
Teri aashiqui ka yaara
Zehar pee raha hai

Female : Tune aisa kyun kiya
Chain mera le liya
Bikhare huye jazbaat hai
Kasmkas dil raat hai
Bade pechida mere ahsaas hai

Female : Tere liye
Ho gaye hum tabaah
Dil tere bin kis kadar tanha
Tere dard mein hi
Dil ye jee raha hai
Teri aashiqui ka yaara
Zehar pee raha hai

Female : Tere dard mein hi
Dil ye jee raha hai
Teri aashiqui ka yaara
Zehar pee raha hai


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT