LYRIC

Singers : Sajid – Wajid

Music by : Sajid

Lyrics by : Sajid

Male : Tere bina bina bina jeena nahi
Tu jo nahi kuchh bhi nahi
Tere bina bina bina jeena nahi
Tu jo nahi kuchh bhi nahi

Male : Yeh jismo jaan mere
Hain sirf tere liye
Tere liye hi yeh bandagi hai
Tu rooth jaye agar
To main mana loon tujhe
Tere bina kya yeh zindagi hai

Male : Tere bina bina bina jeena nahi
Tu jo nahi kuchh bhi nahi
Tere bina bina bina jeena nahi
Tu jo nahi kuchh bhi nahi

Male : Jo na hua hone ko hai ab darmiyan
Yeh fasla mit jaye to kyun dooriyan

Male : Kaise bataun tujhe
Tu mera kya hai laage
Tujhse hi ab to yeh roshni hai
Janam janam ke liye
Tu sath reh ja mere
Tere bina kya yeh zindagi hai

Male : Tere bina bina bina jeena nahi
Tu jo nahi kuchh bhi nahi
Tere bina bina bina jeena nahi
Tu jo nahi kuchh bhi nahi


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT