LYRIC

Singer : Najam Sheraz

Music by : Najam Sheraz

Male : Tere bina jiya na jaaye
Socha na jaaye
Tere bina tere bina
Tere bina jiya na jaaye
Socha na jaaye
Tere bina tere bina

Male : Dil de ke jaana
Jaan de ke jaana
Gurbat kya hai
Muhabbat kya hai

Male : Duniya ki daulat
Mil bhi jaaye toh
Tu na mila toh kuchh na mila

Male : Meri wafa
Ko na aajmaana
Yeh na bhul jaana ki
Main hoon tera
Tera apana

Male : Tere bina jiya na jaaye
Socha na jaaye
Tere bina tere bina

Male : Milana hamaara
Iss jindagi mein
Sapana nahi
Haqiqat hai yeh

Male : Tum jo nahi toh
Kuchh bhi nahi hai
Yeh jaan lo
Yeh maan lo

Male : Meri wafa
Ko na aajmaana
Yeh na bhul jaana ki
Main hoon tera
Tera apana

Male : Tere bina jiya na jaaye
Socha na jaaye
Tere bina tere bina


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT