LYRIC

Singer : Atif Aslam

Music by : Mithoon Sharma

Male : Tere bin main yun
Kaise jiya kaise jiya tere bin
Tere bin main yun
Kaise jiya kaise jiya tere bin

Male : Lekar yaad teri raaten meri kati
Lekar yaad teri raaten meri kati
Mujhse baaten teri karti hai chaandani
Tanha hai tujh bin raaten meri
Din mere din ke jaise nahi
Tanha badan tanha hai ruh
Nam meri aankhen rahe
Aaja mere ab rubaroo jeena nahi bin tere

Male : Tere bin main yun
Kaise jiya kaise jiya tere bin
Tere bin main yun
Kaise jiya kaise jiya tere bin

Male : Kabse aankhen meri raah mein tere bichhi
Kabse aankhen meri raah mein tere bichhi
Bhule se hi kabi tu mil jaaye kabhi
Bhule na mujhse baaten teri
Bheegi hai harpal aankhen meri
Kyun saans loon kyun main jiyu
Jeena bura sa lage
Kyun ho gaya tu bewafaaa
Mujhko bata de wajah

Male : Tere bin main yun
Kaise jiya kaise jiya tere bin
Tere bin main yun
Kaise jiya kaise jiya tere bin
Tere bin main yun
Kaise jiya kaise jiya tere bin
Tere bin main yun
Kaise jiya kaise jiya tere bin

Male : Tere bin tere bin tere bin
Tere bin tere bin tere bin aise jiya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT