LYRIC

Singer : Salman Ali

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Bahut gahre hai mere dil ke jazbaat
Kya samjhoge tum mere haalaat – (Dialogue)

Male : Haa..aaa..aaa…haa..aaa..
Tera naam tera khwaab tera chehara
Dil mein hai basa meri in saanso mein basa
Tera mera rishtahai woh diya
Jo sada jalega jo kabhi bujhega na
Jo sada jalega jo kabhi bujhega na

Male : Tera naam tera khwaab tera chehara
Dil mein hai basa meri in saanso mein basa
Tera mera rishta hai woh diya
Jo sada jalega jo kabhi bujhega na
Jo sada jalega jo kabhi bujhega na

Male : Haaa…aaa…aa
Mere dil pe hai hameshaa woh nishaaniya
Jo hai ik zakham
Jo hai ik zakham
Dede yaara koi dawa is dard ki mujhe
Tu dede marham
Dede marham

Male : Tera ishq teri yaad tera chehara
Dil mein hai basa meri in saanso mein basa
Tera mera rishta hai wo diyaa
Jo sada jalega jo kabhi bujhega na
Jo sada jalega jo kabhi bujhega na

Male : Tera naam tera khwaab tera chehara
Dil mein hai basaa meri in saanso mein basaa
Tera mera rishta hai wo diyaa
Jo sada jalega jo kabhi bujhega na
Jo sada jalega jo kabhi bujhega na

Male : Meri jaan tere hi liye hai beshabar
Sach hai ye magar
Sach hai ye magar
Ye bhi sach hai had se guzar jaaunga sanam
Tu na mili agar
Na mili agar

Male : Tera dard tera pyaar tera chehraa
Dil mein hai basaa meri in saanso mein basaa
Tera mera rishta hai wo diyaa
Jo sada jalega jo kabhi bujhega na
Jo sada jalega jo kabhi bujhega na

Male : Tera naam tera khwaab tera chehara
Dil mein hai basa meri in saanso mein basa
Tera mera rishta hai woh diya
Jo sada jalega jo kabhi bujhega na
Jo sada jalega jo kabhi bujhega na


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT