Tera Mera Saath Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Tera Mera Saath Song Lyrics is a track from Do Deewane Seher Mein Hindi Film -2026, Starring Siddhant Chaturvedi, Mrunal Thakur, Ila Arun and Joy Sengupta. This song was sung by Tushar Joshi and Sumedha Karmahe. Music was composed by White Noise Studios and lyrics work penned by Priya Saraiya.
Male : Dil lag jaaye to kya karna
Koi bhi kitaab mein ye na likha..hooo
Dil lag jaaye to kya karna
Koi bhi kitaab mein ye na likha
Male : Aisa lagta hai jaise tere hi liye
Dil ye mera kabse tha ruka
Female : Agar ye khwaab hai
Agar ye khwaab hai
Tu hosh aa jaaye na
Male : Sara sara din sari sari raatan
Tera mera saath aa tera mera saath
Sara sara din sari sari raatan
Tera mera saath aa tera mera saath
Humming : ……………………….
Male : Ho mulaqaat apni ye haseen
Ho tyohar se kuch kam nahi
Female : Unhe jo apne hai roke rakhna
Haathon se dekho fisale na
Raaton ko taare vaare yoon hi gin na
Baatein humari ruke na
Male : Sara sara din sari sari raatan
Tera mera saath aa tera mera saath
Sara sara din sari sari raatan
Tera mera saath aa tera mera saath
Hindi lyrics are not available for this song yet.