LYRIC

Singer : Neelanjana

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Rachna Mishra

Male : Koi itna pyara kaise ho sakta hai
Yahi sawaal har bar dil mein aata hai
Tumhe jab bhi dekhta hoon
Bas pyaar hi pyaar aata hai – (Dialogue)

Female : Tera mera naata hai
Pehle ka yaara
Rabb ne banaya sabse hai ye to pyaara
Tera mera naata hai
Pehle ka yaara
Rabb ne banaya sabse hai ye to pyaara

Female : Pyaar wafa ka
Ye to bandhan humara
Pyaar wafa ka
Ye to bandhan humara

Female : Tera mera naata hai
Pehle ka yaara
Rabb ne banaya sabse hai ye to pyaara
Tera mera naata hai
Pehle ka yaara
Rabb ne banaya sabse hai ye to pyaara

Female : Tujhse hi sajta
Mere dil ka ashiyana
Tujh sang hi ab to har janam hai beetana
Jab hai thama
Tera hath maine jaana
Har ik lamha mera ban gaya suhana

Female : Tera mera naata hai
Pehle ka yaara
Rabb ne banaya sabse hai ye to pyaara
Tera mera naata hai
Pehle ka yaara
Rabb ne banaya sabse hai ye to pyaara

Female : Pyaar wafa ka
Ye to bandhan humara
Pyaar wafa ka
Ye to bandhan humara

Female : Tera mera naata hai
Pehle ka yaara
Rabb ne banaya sabse hai ye to pyaara

Female : Tanha chal rahi thi main
Dil tha begana
Tujhse mere is dil ne sikha muskurana
Tu hi deewanapan
Tu hi aafsana
Main hoon sama aur tu mera parwana

Female : Tera mera naata hai
Pehle ka yaara
Rabb ne banaya sabse hai ye to pyaara
Tera mera naata hai
Pehle ka yaara
Rabb ne banaya sabse hai ye to pyaara

Female : Pyaar wafa ka
Ye to bandhan humara
Pyaar wafa ka
Ye to bandhan humara

Female : Tera mera naata hai
Pehle ka yaara
Rabb ne banaya sabse hai ye to pyaara


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT