LYRIC

Singer : Sonakshi Kar

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Bas tumharey hee faisale
Ka intazar karta hu
Bass tumse hee pyaar karta hu- Dialogue

Female : Mahiya ve tera chale jaana
Degaya gum mujhko anjana
Socha nahi tha maine aisa hoga
Iss tarah ashiqui mein hoga dhoka

Female : Zindagi mein tere bin hain tanhaiya
Pecha karthi hai teri parachaiyaa
Puchu din rath khud se main ye sawal
Hua jane kyu aisa mera bura haal
Hoo hoo oo ooo
Haa aa aa aa haa aa

Female : Kajal meri ankhon ka hain
Bada betab sajana
Nasha chada tera mujhpe
Jaise koi sharab sajana
Yee nasha mujhko
Kitana tadpaye tere bin
Tere hee tasavur mein dil rahata hain
Rath din

Female : Mahiya ve tera chale jaana
Degaya gum mujhko anjana
Socha nahi tha maine aisa hoga
Iss tarah ashiqui mein hoga dhoka

Female : Zindagi mein tere bin hain tanhaiya
Pecha karthi hai teri parachaiyaa
Puchu din rath khud se main ye sawal
Hua jane kyu aisa mera bura haal
Hoo hoo oo ooo
Haa aa aa aa haa aa

Female : Jage jage arma mere
Bhigi barsathon mein
Badi aavargi hain
Aapni mulakaton mein
Mujhko iss awargi main
Zindagi bitani hain
Tere sang aashiqui ki
Tasata nibhaani hain

Female : Mahiya ve tera chale jaana
Degaya gum mujhko anjana
Socha nahi tha maine aisa hoga
Iss tarah ashiqui mein hoga dhoka

Female : Zindagi mein tere bin hain tanhaiya
Pecha karthi hai teri parachaiyaa
Puchu din rath khud se main ye sawal
Hua jane kyu aisa mera bura haal
Hoo hoo oo ooo
Haa aa aa aa haa aa


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT