LYRIC

Singer : Salman Ali

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Baar baar na chaahate huye bhi
Tumpe hamne ye dil haara
Tumse mulakaat jab bhi ho jaati hai
Tumse pyaar ho jaata hai dobaaraa (Dialogue)

Male : Zindagi me jab se tera aana hua
Tu hi mere jeene ka bahaana hua
Zindagi me jab se tera aana hua
Tu hi mere jeene ka bahaana hua

Male : Ab to mushkil apne ghar jaana hua
Teri galiyon me apna thikaana hua
Dard har ik mera.. aashiqana hua
Mera dil mujhse hi. begaana hua

Male : Zindagi me jab se tera aana hua
Tu hi mere jeene ka bahaana hua
Zindagi me jab se tera aana hua
Tu hi mere jeene ka bahaana hua

Male : Haa…aaa…aaa
Ik parindaa hai meri aahsiqui
Aur tu meri parwaaz hai
Mere geeto ka dard hai tu
Aur tu meri aawaaz hai

Male : Zindagi me jab se tera aana hua
Tu hi mere jeene ka bahaana hua
Zindagi me jab se tera aana hua
Tu hi mere jeene ka bahaana hua

Male : Tere jaane se door rahne se
Main begaana sa rahtaa hoon
Aa hi jaayegi ek din yahin
Dil deewane se kahta hoon

Male : Zindagi me jab se tera aana hua
Tu hi mere jeene ka bahaana hua
Zindagi me jab se tera aana hua
Tu hi mere jeene ka bahaana hua


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT