LYRIC

Singer : Padmashree Sharda Sinha

Music by : Sneha Khanwalekar

Lyrics by : Varun Grover

Female : Taar bijli se.. taar bijli se
Taar bijli se patle humare piya
Taar bijli se patle humare piya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya

Female : Taar bijli se patle humare piya
Taar bijli se patle haumare piya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya

Female : Sukh ke ho gaye hain chhuharey piya
Sukh ke ho gaye hain chhuharey piya
Bechare piya sab haare piya

Female : Kuch khaate nahi hain humare piya
All : Kuch khaate nahi hain humare piya
Kuch khaate nahi hain humare piya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya

Female : Taar bijli se.. oye
Taar bijli se.. aaye haye
All : Taar bijli se patle humare piya
Taar bijli se patle humare piya

Female : Khaate dhatura ji sutley humare piya
Maara dhakka na uthle dulaare piya
All : Khaate dhatura ji sutley hamaare piya
Maara dhakka na uthley dulaare piya

Female : Oh re bapu bata tune yeh kya biya
Oh re bapu bata tune yeh kya biya
Yeh kya biya tune yeh kya biya

All : Gulaabi chacha ke
Gulaabi chacha ki kyari mein kaanta bhara
Gulaabi chacha ki kyari mein kaanta bhara
Na idhar na udhar isi haare piya
Na idhar na udhar isi haare piya

Female : Taar bijli se patle
Patle patle patle
All : Taar bijli se patle humare piya
Taar bijli se patle humare piya
Humare piya

Chorus : ………………..
Humare piya

Female : Ghup andhera mein chalte dulaare piya
Ghup andhera mein chalte dulaare piya
Zindagi kol bhari ghunt pani bhara

Female : Aarre Chapra ke babuji yeh kya kiya
Loknayak jalaye yeh kaisa diya
All : Aarre chapra ke babuji yeh kya kiya
Loknayak jalaye yeh kaisa diya

Female : Bhaav koyala ke dikle
Bhaav koyala ke dikle
Bhaav koyala ke dikle
Dihaadi piya nihaari piya
Bihari piya

All : Mhaare dukhte je phoote phuaare piya
Mhaare dukhte je phoote phuaare piya
Phuaare phuaare phuaare piya
Haan phuaare phuaare phuaare piya

Female : Taar bijli se patle humare piya
Taar bijli se patle humare piya
All : Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya

Female : Taar bijli se.. oye oye
Taar bijli se

All : Taar bijli se patle humare piya
Taar bijli se patle humare piya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya

All : Taar bijli se patle humare piya
Taar bijli se patle humare piya
Oh re bhauji bata tune yeh kya kiya
Oh re bapu bata tune yeh kya kiya
Oh re chacha bata tune yeh kya kiya
Loknayak bata tune yeh kya kiya
Jannayak bata tune yeh kya kiya
Baba saheb bata tune yeh kya kiya

All : Taar bijli se patle humare piya
Haan humare piya dulaare piya
Female : Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Taar bijli se patle humare piya
Taar bijli se patle humare piya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT