Surroor Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Singers : Himesh Reshammiya, Yo Yo Honey Singh and Shalmali Kholgade

Music by : Himesh Reshammiya

Male : {Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaaya hai
Tera suroor dil pe chhaaya hai}(2)

Female : Tere bina ab to kahin
Kat’ta nahi waqt intezar ka..
Tere mere iqraar ka
Lamha yahi to hai bas pyaar ka

Male : Veeraniyon se mujhko nikala
Teri yaadon ne mujhko sambhala

Male : Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaaya hai
Tera surroor dil pe chhaaya hai

Male : Tera ta tera ta tera suroor
I don’t know baby hai kiska kasoor
Aaja tu aaja meri baahon mein
Sir chadh gaya baby tera fitoor
Wo o o o…

Female : Jab se kiya tujhpe yaqeen
Meri wafaa ko sahara mil gaya
Sajne lage armaan mere
Dil ke falak ko sitaara mill gaya

Male : Saaye se tere lipta rahoon main
Teri ragon mein ab to bahoon main

Male : Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khwaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaaya hai
Tera surur dil pe chhaaya hai

Song Details

Share this song: