Sun Mere Shyam Mere Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Sun Mere Shyam Mere Song Lyrics is a track from Kamal Ke Phool Hindi Film – 1950, Starring Amarnath, Suraiya, Raj Mehra, Badri Prasad, Leela Mishra, Jeevan, Niranajan Sharma and Shakuntala Paranjpye. This song was sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya). Music was composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) and lyrics work penned by Rajendra Krishan.
Female : Sun mere shyam
Sun mere shyam
Sun mere shyam shyam shyam
Mere gam ki kahani
Sun mere shyam
Sun mere shyam shyam shyam
Mere gam ki kahani
Sun mere shyam
Female : Koyi nahi mera sari duniya parayi hai
Koyi nahi mera sari duniya parayi hai
Sabake sahare sun teri duhayi hai
Sabake sahare sun teri duhayi hai
Dekho mere shyam
Dekho mere shyam
Dekho mere shyam shyam shyam
Meri aankh me hai pani
Female : Sun mere shyam
Sun mere shyam shyam shyam
Mere gam ki kahani
Sun mere shyam
Female : Duniya banane wale chand sitaro wale
Duniya banane wale chand sitaro wale
Kaho kab honge mere dil mein ujale
Kaho kab honge mere dil mein ujale
Manega kaun shyam
Manega kaun shyam
Manega kaun shyam shyam shyam
Mere tune jo naa mani
Female : Sun mere shyam
Sun mere shyam shyam shyam
Mere gam ki kahani
Sun mere shyam
Sun mere shyam shyam shyam
Mere gam ki kahani
Sun mere shyam
Hindi lyrics are not available for this song yet.