Sila Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Sila Song Lyrics is a track from Khasara Hindi Album -2026, Starring Abdul Hannan and Murtaza Qizilbash. This song was sung by Abdul Hannan and Murtaza Qizilbash. Music was composed by Murtaza Qizilbash and lyrics work penned by Abdul Hannan and Murtaza Qizilbash.
Male : Kaise saavan ki kaali ghataein chhaanay lagin?
Kaise jeevan ki mujhpe sazaaein aanay lagin?
Jab hua mein tera bezubaan hogaya
Kaisi hain yeh manzilein benawa mein hua
Male : Phir naa jaanay
Kyun wohi hai sila jo dete sabhi
Ay mere dil
Tu koi faisla tou lele kabhi
Male : Laaya chaand taaray par
Gawaya mein ne kya kya?
Paaya aakhir kya tu ne?
Mitaya wajood mera
Male : Socha naa khud ka tha jazbaati
Chunta tujhko reh gaya mein talabgaar
Haan mera waqt tha tera
Har kaha tera maanta gaya
Male : Phir naa jaanay
Kyun wohi hai sila jo dete sabhi
Ay mere dil
Tu koi faisla tou lele abhi
Male : Phir naa jaanay
Kyun wohi hai sila jo dete sabhi
Ay mere dil
Tu koi faisla tou lele abhi
Male : Phir naa jaanay
Kyun wohi hai sila jo dete sabhi
Ay mere dil
Tu koi faisla tou lele abhi
Hindi lyrics are not available for this song yet.