LYRIC

 Singer : Arijit Singh

Music by : Tony Kakkar

Male : {Mohabbat barsa dena tu
Sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka
Mausam aaya hai } (2)

Male : Sabse chhupa ke tujhe
Seene se lagaana hai
Pyar main tere hadd se
Guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe
Pehli baar aaya hai

Male : Kyoon ek pal ki
Bhi judaai sahi jaaye na
Kyoon har subah tu
Meri saanson mein saamaye na
Aaja na tu mere paas
Dunga itna pyaar main
Kitni raat guzaari hai
Tere intezaar mein

Male : Kaise bataaun
Jazbaat ye mere
Maine khud se bhi zyada
Tujhe chaaha hai

Male : Sab kuch chhod ke aana tu
Sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka
Mausam aaya hai

Male : Sabse chhupa ke tujhe
Seene se lagaana hai
Pyaar main tere hadd se
Guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe
Pehli baar aaya hai

Male : Mohabbat barsa dena tu
Sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka
Mausam aaya hai


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT