LYRIC

Singer :  Benny Dayal

Music by : GAP

Female : Sawalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..
Hai kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyaan

Female : Sawalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..

Female : Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai
Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai
Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai
Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai
Hai kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyaan

Female : Sawaalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..

Female : Kyun har nazar mein ik ajab si tishnagi hai
Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Kyun har nazar mein ik ajab si tishnagi hai
Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Hai kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyaan


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT