LYRIC

Singers : Arsalaan Akhoon, Kary Arora and  Makrand ‘Mac’ Deshpandey

Music by : Kary Arora

Male : Satya
Jo bhi organization system
Ki khilaaf chalta hai
Use underworld ka
Naam diya jata hai
Aaj ke din police
Yeh dawa karti hai
Ki usne underworld ko
Khatm kar diya hai

Male : Lekin police aur neta
Dono ko yeh samajhna chaahiye
Ki jab tak system se
Na khush log rahenge
Aur samaaj gareeb aur
Ameer ke beech antar rahega
Tab tak duniya ki koi bhi police
Underworld ko khatam nahi sakti

Chorus : Satya is back again now

Male : Satya is the power
Satya got control
Satya got the mornings
Satya is the goal
East goes to the west coast
Satya is on the road
He is new in system
Under that pistol

Male : Underworld kabhi marta nahi
Sirf uska roop badalta rehta hai
Aur itihaas gawaah hai
Ki har ek naye
Underworld ki shuruaat
Kabhi na kabhi sirf
Ek aadmi ne kiya hai

Male : Ab do hazaar terah mein
Ek naye underworld ki shuruaat
Yeh aadmi jo abhi
Abhi train se utra hai
Yeh karne wala hai.
Iska naam hai satya

Male : Satya satya satya satya

Male : Satya back again
In game satya
Back again satya
Back again satya
Back again satya

Male : Shehar ke naami rayees
Aur is khel ke kuchh
Puraane chawal
Yeh sab samajh
Gaye the ki satya mein
Kuchh nahi bohat kuchh hai
Kuchh aisa jiski woh
Izzat karne lage aur

Male : Kuchh aisa jis se
Woh darne lage
Satya ki unnati
Bas ek policy pe
Zor se badhne lagi
Aur woh policy thi
Taaqat ki asli power
Usko chhupa ke
Rakhne mein hai

Males : Maange se kab milta
Chheen ne se sab milta
Maange se kab milta
Chheen ne se sab milta
Maange se kab milta
Chheen ne se sab milta
Maange se kab milta
Chheen ne se sab milta

Male : Maange se kab milta
Chheen ne se sab milta
Maange se kab milta
Chheen ne se sab milta
Maange se kab milta
Chheen ne se sab milta
Maange se kab milta
Chheen ne se sab milta

Chorus : Satya back again in game
Satya back again.


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT