Sanam Beraham Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Sanam Beraham Song Lyrics is a track from Sur Music Records Hindi Album -2026, Starring Isha Malviya and Baseer Ali. This song was sung by Sultana Nooran. Music was composed by Ashok Punjabi and lyrics work penned by Ashok Punjabi.

 

 

 

Female : Wo aadate hain ya bhookh thi
Wo shauk tha ya chook thi

 

Female : Jismon ka aadi hai dukh bemuniyaadi hai
Jithe marzi chal jave tainu phool aazadi hai
Jismon ka aadi hai dukh bemuniyaadi hai
Jithe marzi chal jave tainu phool aazadi hai

 

Female : Us pe ye gam hota nahi kam kya kare
Apna sanam hai beraham kya kare
Apna sanam hai beraham kya kare
Apne hi deke gaye hai zakhm kya kare
Hans hans sahe ham ye sitam kya kare
Apna sanam hai beraham kya kare

 

Female : Uski gulami ab bas ho gayi
Kitani nadani ab had ho gayi
Uski gulami ab bas ho gayi
Kitani nadani ab had ho gayi

 

Female : Jane jate hai ham uske hi naam se
Awargj wo ab rad ho gayi
Aankho ke aage tute hai bharam kya kare

 

Female : Apna sanam hai beraham kya kare
Apna sanam hai beraham kya kare
Apne hi dekh ke karenge zakhm kya kare
Hans hans sahe ham ye sitam kya kare
Apna sanam hai beraham kya kare
Apna sanam hai beraham kya kare

 

Female : Ankhiyon se karta hai taiyariyan
Sareaam karta hai gaddariya
Ankhiyon se karta hai taiyariyan
Sareaam karta hai gaddariya
Pahli mohabbat aur usne bhi
Sine mein uthati hai chingariyan
Kis baat ka hai ham ko gam kya kare

 

Female : Apna sanam hai beraham kya kare
Apna sanam hai beraham kya kare
Apna sanam hai beraham kya kare
Apne hi deke gaye hai zakhm kya kare
Hans hans sahe ham ye sitam kya kare

Song Details

Official Video

Share this song: