Sajan Tumse Pyar Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Sajan Tumse Pyar Song Lyrics is a track from Maine Pyaar Kyun Kiya Hindi Film – 2005, Starring Salman Khan, Sushmita Sen, Katrina Kaif, Sohail Khan, Arshad Warsi and Isha Koppikar. This song was sung Udit Narayan and Alka Yagnik. Music was composed by Himesh Reshammiya and lyrics work penned by Sameer.
Female : Saajan tumse pyaar
Ki laraayi mein
Saajan tumse pyaar
Ki laraayi mein
Toot gayi choodiyaan
Kalaayi mein kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Male : Jaanam tumse pyaar
Ki laraayi mein
Jaanam tumse pyaar
Ki laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi
Mein rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Male : Pal pal har pal teri lagan
Teri ada ne le gayi man
Gore gore haathon
Pe mehndi ka rang
Us pe yeh sharmaane ka dhang
Us pe yeh sharmaane ka dhang
Female : Haan main sharmaayi
Pyaar ki laraayi mein
Toot gayi choodiyaan
Kalaayi mein kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Female : Bechaini tadpaati rahi
Chaandni dil dhadkaati rahi
Seene pe bijli si chali
Karwat leke raat dhali
Karwat leke raat dhali
Male : Neendiya na aayi
Pyaar hi laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi
Mein rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaanam tumse pyaar
Ki laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi
Mein rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Female : Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Hindi lyrics are not available for this song yet.