Saiyaan Bina Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Saiyaan Bina Song Lyrics is a track from Apni Dhun Hindi Album – 2024, Starring Asha Bhosle Ji and Kum Zanai Bhosle This song was sung by Asha Bhosle, music composed by Aditya Dev and lyrics written by Mahima Bhardwaj.

 

Female : Do matwale bole naina
Do matwale bole naina
Saiyaan bina jag suna suna
Saiyaan bina jag suna

 

Female : Beete na yeh kaari raina raina
Saiyaan bina jag sunaa

 

Female : Kahe tarsaye sapne jagaye
Kahe ko rulaye jiya ko jalaye
Ghar nahi aaye ho gaye paraye
Mohe tadpaye jiya ko jalaye

 

Female : Dil kho gaya ab na aaye re chainaa
Saiyaan bina jag sunaa

 

Female : Kaise main jiyun sajan
Tere bin main aadhi adhoori ho gayi piya
Jaane kyun ye bairi man
Na lage re bhaage jiya ye jogi ho gaya

 

Female : Barse na sawan more hi angna
Saiyaan bina jag suna sunaa
Saiyaan bina jag suna sunaa
Saiyaan bina jag suna sunaa

Song Details

Official Video

Share this song: