LYRIC

Singers : Dev Negi and Seepi Jha

Music by : Raaj Aashoo

Lyrics by : Seepi Jha

Female : Sabki baaraatein aayi
Dolee tu bhee laana
Dulhan banate oh ko
Raaja jeele jaana

Male : Taiyar sawari
Sehra bandhwaya
Mandap pe rehna
Baaraat me laya
Haan

Female : Sabki baaraatein aayi
Sabki baaraatein aayi
Hai meri bhi aayi
Chun chun ke chanda taare
Daaman mein hain laayi
Sabki baaraatein aayi

Female : Meri paazeb hai fancy
Hai mood bhi thoda dancy
Naachoon baaraat mein apni
Tu mera sharm ho kaisi

Male : Tu thaame hath ko mere
Main tujhse aankh milaaun
Bhar lu fir baahon mein
Tu hai banke romantic aayin

Female : Sabki baaraatein aayi
Sabki baaraatein aayi
Hai meri bhi aayi
Chun chun ke chanda taare
Daaman…mein hain laayi
Sabki baaraatein aayi

Female : O mahiya ruthe jag sara tu ruthena
O sathiya pyaar wali doriyan ye tootena
Sath tera mera kabhi chhootena

Male : Ab hum sang saath chalenge
Jin taaron tak tha jaana
Kitne armaanon se
Hai maine dekho raat sajaai

Female : Sabki baraatein aayi
Sabki baaraatein aayi
Hai meri bhi aayi
Chun chun ke chanda taare
Daaman mein hain laayi
Sabki baaraatein aayi


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT