Saawariya Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Saawariya Song Lyrics is a track from Iqlipse Nova Hindi Album – 2025, Starring Nidhi Bhanushali. This song was sung by Iqlipse Nova and Bandana Datta. Music was composed by Hiten and lyrics work penned by Iqlipse Nova, Aditi Sharma and Hiten.

 

Male : Main tanha sa khoya sa
Baitha rahun ab yahi
Tu pariyon si mehki si
Behki si aati hai yaha
Kyu nahi

 

Male : Ik main hoon jo toote
Sitaaron se maangu tujhe har dam
Aur tu hai ke nakhre ye tere
Na hote khatam

 

Male : Kaise main kahooon
Jo dil mein baat hai
Samjhu na tujhe
Aisi tu raaz hai

 

Female : Saawariya modi kyu kalaayi
Saawariya bhaye mohe nahi
Saawariya kyu tere paas aayi
Saawariya yun modi kyun kalaayi

 

Male : Ye to hai bahane
Marti mujhpe sab jaane
Fir kyu de tane
Aise na sata

 

Male : Meri yaadon mein khoyi
Tu jagi na soyi hai
Fir bhi narazi mujhi se

 

Male : Tu milne jo aati hai
Nazre milaati hai
Na jaane fir bhie kyu
Roothhe bewajah

 

Male : Keh de kya baat hai
Samjhun na tujhe
Aisi tu raaz hai

 

Female : Saawariya modi kyu kalaayi
Saawariya bhaye mohe nahi
Saawariya kyu tere paas aayi
Saawariya yun modi kyun kalaayi

 

Female : Saawariya yoon mori kyu kalai
Saawariya bhaye mohe nahi

Song Details

Official Video

Share this song: