LYRIC

Singer : Stebin Ben

Music by : Rashid Khan

Lyrics by : Rashid Khan

Male : Inaayat aisi huyi mujh par
Dua ban ke mila hai tu

Male : Inaayat aisi huyi mujh par
Dua ban ke mila hai tu
Kiye sajde adaa rab ke
Meri chahat ka sila hai tu

Male : Asar tera hai iss qadar
Asar tera hai iss qadar…

Male : Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hain aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Male : Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hain aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Male : Bechainiyon mein bhi chain aaya
Jab se qareeb maine tujhko hai paaya

Male : Ho bechainiyon mein bhi chain aaya
Jab se qareeb maine tujhko hai paaya
Meri subah hai raushan tujhse
Saath mere rehna tu banke saaya
Saath mere rehna tu banke saaya…

Male : Fira main kis tarah dar dar
Tujhe paane ko humsafar

Male : Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hain aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar

Male : Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hain aksar
Jo tere sang bitaye pal
Rahenge yaad sada dilbar….
Haa…aaa…aaaa…aaa….aaa…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT