LYRIC

Singers : Arijit Singh

Music by : Sharib Sabri and Toshi Sabri

Male : Saanson ko jeene ka
Ishaara mill gaya
Dooba main tujhme to
Kinara mill gaya

Male : Saanson ko jeene ka
Ishara mil gaya
Zindagi ka pata
Dobara mil gaya

Male : Tu mila toh khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila toh khuda ka sahaara mill gaya
Ghamzada ghamzada
Dil ye tha ghamzada
Bin tere bin tere
Dil ye tha ghamzada

Male : {Aaraam de tu mujhe
Barson ka hun main thaka
Palkon pe raatein liye
Tere waste main jaga} (2)

Male : Mere har dard ki gehrai ko
Mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se gham
Tera mujhe maaloom hone laga

Male : Tu mila toh khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila toh khuda ka sahaara mill gaya

Male : {Main raaz tujhse kahun
Humraz ban ja zara
Karni hai kuch guftgu
Alfaaz ban ja zara} (2)

Male : Juda jab se hua
Tere bina khamosh rehta hoon mein
Labon ke paas aa
Ab tu aawaaz ban ja zara

Male : Tu mila toh khuda ka sahara mill gaya
Tu mila toh khuda ka sahara mill gaya
Ghamzada ghamzada
Dil ye tha ghamzada
Bin tere bin tere
Dil ye tha ghamzada


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT