LYRIC

Singer : Sachet Parampara

Music by : Sachet Parampara

Lyrics by : Seepi Jha

Male : {Tum rajkumari ho Jaanki
Tumhari jagah mehlon mein hai

Female : Mera mehal to wahin hai
Jahan mere raghav hain
Aapki parchhayi aapka sath
Chhod sakti hai
Par aapki Jaanki nahi} (Dialogue)

Male : Ho janam janam ki khoj baytaye
Ram su chal ke ram pe aaye
Prem koyi hum aur na jaanein
Ram se roothe ram se maane

Male : Ram Siya ki karun kahani
Ek hai chandan ek hai paani

Male : Ram siya ram
Siya ram jai jai ram
Ram siya ram
Siya ram jai jai ram

Male : Ram siya ram
Siya ram jai jai ram
Ram siya ram
Siya ram jai jai ram

Female : Jaanki raghav ki hai
Aur raghav ki hi rahegi
Mere raghav ka parichay
Unhi se poochh lena
Jab woh mujhe lene aayenge (Dialogue)

Male : Hari anant hai katha ananta
Kahahi sunahi bahu vidhi sab santa
Ram ratan dhan jo koyi paaye
Jeewan bhar Ramayan gaaye

Male : Mangal bhawan amangal haari
Drabahu su Dashrath ajar Bihari

Male : Ram siya ram
Siya ram jai jai ram
Ram siya ram
Siya ram jai jai ram

Male : Ram siya ram
Siya ram jai jai ram
Ram siya ram
Siya ram jai jai ram


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT