LYRIC

 Singers : Kavita Krishnamurthy and Suresh Wadkar

Music by : A. R. Rahman

Female : Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai
Kabhi khushi deta hai

Male : Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Female : Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Male : Din to guzarte hain
Jiske khayaalon mein
Raatein guzarti hain
Uski hi yaadon mein

Female : Waqt milan ka aaye
To raahon mein
Jhoome bahaarein
Phoolon ki kaliyon mein

Male : Bhanvaron ki toli aaye
Kaliyon pe vo mandaraaye
Darr ye fiza ka bhi dil se mitaaye

Female : Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Female : Aankhon pe chhaye hain
Sapna banke to
Koi paraaya aaye
Apna banke

Male : Chalte chalte hi
Raahon ki dhoop mein
Saathi mil jaaye koi
Saaya banke

Female : Manzil aaye na aaye
Ya koi toofan aaye
Dilwaalon ko ye jeena sikhaaye

Male : Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Female : Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT