LYRIC

Singers : Sujata Majumdar and Kunal Ganjawala

Music by : Shabab Azmi

Male : Nind kise aati hai
Aankh kaha soti hai
Aaa…

Male : Nind kise aati hai
Aankh kaha soti hai
Ishq ye jab hota hai
Jaan pe bani hoti hai

Male : Har pal bechaini mein gujare
Chain sakun sab khota hai
Pyar mein aisa hota hai
Ho pyar mein aisa hota hai

Female : Nind kise aati hai
Aankh kaha soti hai
Ishq ye jab hota hai
Jaan pe bani hoti hai

Male : Har pal bechaini mein gujare
Chain sakun sab khota hai
Pyar mein aisa hota hai
Ho pyar mein aisa hota hai

Female : Lalalaa………..

Male : Maahiya………

Male : {Raat sadiyo si lage
Subah hoti hi nahi
Bas kate din karwto mein
Aankh soti hi nahi} (2)

Male : Ishq mein raat aur din ki
Fikar kaha hoti hai
Ishq mein raat aur din ki
Fikar kaha hoti hai

Male : Din ho ya chahe raat ho ishq
Mein ek sa sama bas hota hai
Pyar mein aisa hota hai
Ho pyar mein aisa hota hai

Male : Maahiya………..

Female : {Hosh kuch rahta nahi
Chhayi madhhoshi rahe
Khoya khoya man ho gumshum
Lab pe khamoshi rahe} (2)

Female : Ishq mein aksar dil ki
Aankh juba hoti hai
Ishq mein aksar dil ki
Aankh juba hoti hai

Female : Lab jo kisi se naa kah paaye
Aankho se baya hota hai
Pyar mein aisa hota hai
Ho pyar mein aisa hota hai

Male : Nind kise aati hai
Aankh kaha soti hai

Female : Ishq ye jab hota hai
Jaan pe bani hoti hai

Male : Har pal bechaini mein gujare
Chain sakun sab khota hai
Pyar mein aisa hota hai

Female : Ho pyar mein aisa hota hai

Both : Ho pyar mein aisa hota hai
Ho pyar mein aisa hota hai


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT