Pyaar Hua Hain Mujhe Aur Tujhe Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Pyaar Hua Hain Mujhe Aur Tujhe Song Lyrics is a track from Jamai Raja Hindi Film – 1990, Starring Hema Malini, Anil Kapoor, Madhuri Dixit and Others. This song was sung by Amit Kumar and Kavita Krishnamurthy. Music was composed by Laxmikant-Pyarelal and lyrics work penned by Javed Akhtar.
Male : Pyaar huwa hain mujhe aur tujhe
Pyaar huwa hain mujhe aur tujhe
Yeh maan bhi ja tu
Nazarein toh mila tu
Mere paas toh aa tu
Mere dil mein sama tu
Yeh maan bhi ja
Nazarein toh mila
Mere paas toh aa
Mere dil mein sama
Female : Pyaar huwa hain mujhe aur tujhe
Pyaar huwa hain mujhe aur tujhe
Yeh maan bhi ja tu
Nazarein toh mila tu
Mere paas toh aa tu
Mere dil mein sama tu
Yeh maan bhi ja
Nazarein toh mila
Mere paas toh aa
Mere dil mein sama
Both : Pyaar huwa hain mujhe
Male : Dil ka kahaan hum maan gaye
Tum maano na maano
Female : Hona hai kya hum jaan gaye
Tum jaano na jaano
Male : Dil ka kahaan hum maan gaye
Tum maano na maano
Female : Hona hai kya hum jaan gaye
Tum jaano na jaano
Male : Raaton ke sapane aayenge
Sapano mein hum kho jaayenge
Female : Hum deewaane kehlaayenge
Jaayenge jahaan
Male : Pyaar huwa hain mujhe aur tujhe
Female : Yeh maan bhi ja tu
Male : Nazarein toh mila tu
Female : Mere paas toh aa tu
Male : Mere dil mein sama tu
Female : Yeh maan bhi ja
Male : Nazarein toh mila
Female : Mere paas toh aa
Male : Mere dil mein sama
Both : Pyaar huwa hain mujhe
Male : Tera mera ikraar huwa
Abb darana kaisa
Female : Keh toh diya ha pyaar huwa
Abb darana kaisa
Male : Ho tera mera ikraar huwa
Abb darana kaisa
Female : Keh toh diya ha pyaar huwa
Abb darana kaisa
Male : Aandhi aaye paani aaye
Koyi rasta rok na paaye
Female : Abb jo hona hain ho jaaye
Hum de denge jaan
Male : Pyaar huwa hain mujhe aur tujhe
Female : Yeh maan bhi ja tu
Male : Nazarein toh mila tu
Female : Mere paas toh aa tu
Male : Mere dil mein sama tu
Female : Yeh maan bhi ja
Male : Nazarein toh mila
Female : Mere paas toh aa
Male : Mere dil mein sama
Both : Pyaar huwa hain mujhe
Female : Pyaar huwa hain mujhe aur tujhe
Male : Yeh maan bhi ja tu
Female : Nazarein toh mila tu
Male : Mere paas toh aa tu
Female : Mere dil mein sama tu
Male : Yeh maan bhi ja
Female : Nazarein toh mila
Male : Mere paas toh aa
Female : Mere dil mein sama
Both : Pyaar huwa hain mujhe
Hindi lyrics are not available for this song yet.