LYRIC

Singer : Manish Paul

Music by : Hanif Shaikh

Male : {Pyaar china ka maal hai }(3)
Ho pyaar china ka maal hai

Male : {Pyaar china ka maal hai }(3)

Male : Koi guarantee nahi
Koi warranty nahi
Koi kachcha bill bhi nahi
Koi guarantee nahi
Koi warranty nahi
Koi kachcha bill bhi nahi…

Male : {Pyaar china ka maal hai }(4)

Male : Amreeka vekhya london vekhya
Vekhya hai japan
Kitthe bhi chale jaao
Milega usi mulk ka samaan
Hona hi yeh haal hai
Aashiq hai kamaal
Hona hi yeh haal
Kyun ki yeh china ka maal hai

Male : Pyar china ka maal hai
Pyar china ka maal hai

Male : Chalo container aaya hai
Maal china se aaya hai

Male : Chale to chaand tak
Warna yeh shaam tak
Tension mein phat jaayegi
Phategi kaan tak
Chale to chaand tak (oho..)
Warna yeh shaam tak (kya baat hai..)
Tension mein phat jaayegi
Phategi kaan tak

Male : Fashion ke is daur mein
Guarantee ka bura haal hai.. (sun baawali poochh)

Male : {Pyaar karna kamaal hai }(3)

Male : Koi guarantee nahi
Koi warranty nahi
Koi kachcha bill bhi nahi…
Koi guarantee nahi
Koi warranty nahi
Koi kachcha bill bhi nahi…

Male : {Pyaar karna kamal hai }(3)
Pyar china ka.. maal hai be.. (what a deadly..)


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT